Fazaail Surah Jummah سورہ جمعہ
Istruzione | 6.0MB
Surah Jumma
Jummah k roz
Surah Jumma
ko 11 baar parhnay se buhat sawab milta hai aur Allah raazi hota hai, aur naam e amaal main 10 guna zayda naikiyo ka izaafa karta hai.
Taraqi e Rizaq k liye
Surah Jumma
ko Tahajud ki namaz k baad 3 martaba 41 roz tak parhanay se band kaam shuru ho jaye ga aur rizaq main barkat ho gee aur hasool e rizaq main asaani paida ho jaye gee.
Agar kisi shakhs main pabandi e waqat na ho tau usay chaiye k wo
Surah Jumma
ko 40 days tak baad namaz Asar rozana parhay In Sha Allah us k mizaaj main pabandi e waqat paida ho jaye gee.
Recite
Surah Jumma
and make yourself punctual to work and be on time, be Habitual...
Aggiornata: 2019-02-02
Versione corrente: 2.0.0
È necessario Android: Android 4.0.3 or later