jannat ka safar

3 (7)

Pendidikan | 6.5MB

Deskripsi

jannat ka safar adalah kumpulan Terbaik
"Darood" Shareef
Darood Sharif dalam bahasa Urdu
Mengirim Darood-o-Salaam pada kita tercinta Nabi Hazrat Muhammad (S.A.W) adalah kewajiban semua Muslim. Anda dapat membaca di halaman ini tentang Shareef Darood, Darood Sharif Fazilat dalam bahasa Urdu.
Darood Sharif dalam bahasa Urdu
Mengirim Darood-o-Salaam pada kita tercinta Nabi Hazrat Muhammad (S.A.W) adalah kewajiban semua Muslim. Anda dapat membaca di halaman ini tentang Shareef Darood, Darood Sharif Fazilat dalam bahasa Urdu.
 
Darood Sharif ki Fazilat
Hazrat Anas bin Malik (R.A) se rawayat hai keh Janab Rasool (S.A) ne farmaya “Mujh par jo aik bar Darood Sharif parhe, Allah tala Darood Sharif parhne wale kay sans se aik sufaid abr ​​paida fermata hai. Phir ise hokum deta hai keh ise barsa de jab barsata hai ke Zameen Par girne wale har qatre se sona paida hota hai aur paharon par girne wale har qatre se chandi paida karta hai aur kafir par girne wale har qatre ki barkat se kafir ko iman nasib hota hia.”
Hazoor (S.A) ne farmaya”jis ne mujh par aik bar Darood pak parha Allah tala adalah par das rehmatein bhejta hai aur adalah kay namah aamal mein das nekiyan likhta hai. (Tarmidi)
Aaqa (S.A) ne farmaya “Mujh par Darood Pak parho kiun keh mujh par Darood Pak parhna Tumhare gunahon ka kuffarah hai aur Tumhare batin ki taharat hai.
Aaqa (S.A) ne farmaya “Tum apni majlison ko mujh par Darood Pak parh kar mazaiyan karo kiun keh tumhara mujh par Darood Pak parhna Kiamat kay din Tumhare liye noor Hoga.
Aaqa (S.A) ne farmaya “Mujh par Darood Pak parhne wale ko pul Serat par azeem-kita-shan noor ata Hoga aur jis ko pul Serat par noor ata Hoga vo ahle dozakh se na Hoga.
Aaqa (S.A) ne farmaya “Qeyamat kay din Hoz e perang Kosar par kuch goroh hanya hon jin gay ko mein inhein dunya mein Darood pak ki kasrat se pehchanta hon ga.
Hazrat Anas se rawayat hai keh Hazrat Muhammad (S.A) ka irshad hai keh “jis ne mujh par din har mein hazar bar Darood Pak parha vo Maray ga nahi jab tak vo jannat mein apni Aaram gah na dekh le ga.
Syedena Aisha se rawayat hai keh Hazoor (S.A) ne farmaya”jis shakhs ko yeh baat pasand ho keh jab vo darbar ilahi mein hazir ho kepada Allah tala adalah par razi ho untuk ise chahiye keh mujh par Darood pak ki kasrat kare”
Hazoor (S.A) ne farmaya “Jab tum kisi cheez ko Bhool jao untuk mujh pak Darood par parho Insya Allah yaad aajaye gi.
Hazoor (S.A) ne farmaya “jab melakukan dost AAPS mein milte hain aur vo musafah karte hain aur mujh par Darood pak parhte hain dalam donon kay juda mengasah se Pehle Pehle donon kay agle pichle gunah muaf kar diye JATE hain.
Hazoor (S.A) ne farmaya “jo jumah kay roz mujh par sehingga martabah Darood pak parhe jab Vo Qeyamat kay din aaye ga pesan adalah kay sath aisa noor Hoga keh agar sari makhlooq mein taqseem kar dia Jaye ke sab par hawi ho.
Imama ghazali (R.A) hadees aik Mubarak naqal farmate hain keh jis ne Jumah kay din aap (S.A) par 80 martabah Darood Pak parha untuk adalah kay isi saal kay gunah muaf kar deye jayein gay.
Tags: Darood sharif ki fazilat, Darood sharif ki barkat di urdu, fazeelat, ibadah, Darood sharif ki fazeelat, Darood sharif ki fazilat urdu, Darood sharif ki fazilat di hindi, fazail Darood sharif urdu, durood Shareef ki fazeelat, manfaat taj Darood, manfaat shareef durood di urdu, durood shareef parhne ki fazilat, durood sharif ki ahmiyat

Show More Less

Yang Terbaru Jannat Ka Rasta

Best Collection of "Darood"Shareef

Informasi

Perbarui:

Versi: 1.1

Butuh: Android 5 or later

Rating

BAGIKAN

Kamu juga suka