Chota qad hamaray muashray mein kamzoori samjha jata hay. jabh kay aisa har giz nahi hona chahiye, hamaray mazhab islam mein is cheez ki koi jagah nahi hay, kay agar kisi ka qad agar qudrati toar par chota hay tu usay bona ya chotay qad ka kaha jaye. magar hum log ye samajtay hi kabh hein. lihaza qudrat ne insaan ko ashraf ul mekhluqaat banaya hay. jis koi ye samaj di hay kay jesay chahay wesay ilaj bhi kar le. ALLAH pak shifa denay walay hain., is app mein janiye tariqay qad lamba karne ke, aur woh bhi hairat angeiz tariqon se, qudrati toar pe, aur faida uthaiye.
***Updated**