Amal kiye bagair ajar hasil karna tu qismat ki hi baat hay. aur agar amal aisa ho kay jis se ajar ka milna shaq me par jaye, tu aisay amal ka bhi koi faida nahi , tu janiye is app mein woh tariqay jis se hamein faida bhi ho. in amaal ka sawab hamari akhirat me nijaat ka zaraiya banay . Aameen.